Mehfooz hu main is jaha me jaha tera shor sunai deta hai,
Badalo k beech jaha chand dikhai deta hai.
Do pal ke liye jab tham gaya tha ye sama,
Aaj wahi mohak roop dikhai deta hai.
Karwate badlata ye mausam le aata hai teri yaadein,
Suraj angdai lete huye pass aata dikhai deta hai.
Naam tera basta hai meri saanso me,
Na jaane kyo tu door dikhai deta hai.
Ankahi baate seene me dabi hak kuch aise,
Apna banakar ek dard dikhai deta hai.
Waqt ke musafir tum bhi rahe the mere sath,
Meetha ehsaas fir pyara dikhai deta hai.
Vaado ke beech jaha nanhi si muskaan thi,
Ashq wahi ab jharna dikhai deta hai.
Fir bhi...

Badalo ke beech jaha chand dikhai deta hai.

Comments
Post a Comment